
zindagi ke maine pata hai...
nahi hai to ..sun lo ...
zinnd kahte hain qaid ko ...
or zindagi ...qaid main rahne wali ya waale ko kahte hain ...
ab qaid kaisii hai ...ye apna apna naSeeb ...
par aik baat ye bhi to hai na ke ...
ham hi is zindagi ko aksar gulzaar se jahannam bana laite hain...
kabhi apne aap se ..kabhi samaajh ke naam par ...
kabhi ameeri or ghareebi ke naam par ...
kabhi zaat paat ke naam par ...
or ye almiya ...jaari hai ...or jaari rahe ga ...